How Khula can be obtained by a girl in UK?
Q. Meri
aik cousin jis ki 2004 maiin shaadi hui aur shaadi ke saal baad hi wo
apne husband ke saath uk chali gayi. Uk main us ke husband ne SHIA ban
kar stay le li laikin dono ke azdwaji taallaukaat theek na rahe,
Pakistan main bhi shaadi ke baad husband mairi coiusin pe tashadud karta
tha yaani marta tha laikin uk main aane ke baad ye sisila kuch mazeed
barh gya aur 2011 main jab aik din mairi cousin ka husband us ko maar
raha tha to nabour main se kisi ne police ko call kar di aur police
mokaa par hi pohanch gayi aur is ka nateeja ye niklaa ke mairi cousin
apne husband se sapration ka dawa kar diya aur court ne house voilance
ki wajhe se mairi cousin ke husband ko order diya ke wo ghar aur jahan
bhi mairi cousin ho gi 200meters tak wo door rahe warna jail jana pare
ga. Ab maslaa ye hai ke Pakistan main mairi cousin ki shaadi A se hui
jab ke uk main us ka husband B hai aur B ke saath us ka koi marrage
contract
nahi
hai kio ke husband ne apna naam aur maslak waghaira badal liya tha aur
mairi cousin Pakistan main bhi khulaa chahti hai to plz ap is main koi
help koi mashwaraa ya koi bhi favour kar sakte hain??? kionke mairi
cousin 3 bachon ke saath uk main kaafi problms face kar rahi hai.
Answer. Khula under the provisions of Dissolution of Muslim Marriages Act 1939. I
can help you out from drafting the case to getting the Khula decree
from the family court. Your cousin can file case anywhere in Pakistan
where she has an address and she has to appear in the court personally
at the time of pre-trial reconciliation proceedings if they take place
and at the time of evidence. A khula case usually takes between three to
six months in the proceedings depending upon various factors. Also
email me the Nikah Nama because if she has the right of Talaq-e-Tafweez
in the Nikah Nama than that can simplify things for her.
Regards,
Salman Khan Golra
Advocate High Court
Regards,
Salman Khan Golra
Advocate High Court
+92-333-5339880